Phir tote se boli maina Kya kehna Kuchh main boloon kuchh tum kehna Kya kehna
Phir tote se boli maina Kya kehna Kuchh main boloon kuchh tum kehna Kya kehna Kitni baatein dil ke andar ek kasre mein saat samundar Kya kehna
Kya kehna bhai kya kehna bhai kya kehna Phir tote se boli maina Kya kehna Kuchh main boloon kuchh tum kehna Kya kehna
Sundar ye pardes hai kaisa Kuchh kuchh apne des ke jaisa Sundar ye pardes hai kaisa Kuchh kuchh apne des ke jaisa Apna to sandes hai aisa Desh ho jaisa bhes ho vaisa Is liye to Is liye to topi chhodi lamba kadah tope hai pehna Kya kehna
Phir tote se boli maina Kya kehna Kuchh main boloon kuchh tum kehna Kya kehna
Arre dil todne ki beshak hai aadat teri Par ye dil toot jaane ki cheez nahin hai Tujhko deewana apna na kar doon agar Tu bhi kehna ye shaks koi cheez nahin hai Va va va
Yoon na dekh o sundar naari Mujhe samajhiyo na bhramchari Arre yoon na dekh o sundar naari Mujhe samajhiyo na bhramchari Aise na ho tere kaaran Ban jaoon main prem pujaari Mat kar bas mein Mat kar bas mein bebas bas jaaye na pakh nainon mein naina
Kya kehna bhai kya kehna bhai kya kehna
Arre deewane dekhe tumse bahut zamaane mein Pehle peechha karte hain phir milte hain jailkhaane mein Va Va Ay bhi kamaal
Achchha itna josh nahin hai Achchha itna josh nahin hai Lekin tumko hosh nahin hai Chhedoge to kaategi naagin ka koi dosh nahin hai Oye hoye Koi doobe baadh lage dariya ko apne raste behna Kya kehna bhai kya kehna bhai kya kehna aaaaaaaaaaa.....