Rahat Fateh Ali Khan
Página inicial > R > Rahat Fateh Ali Khan > Sanwar de Khudaya

Sanwar de Khudaya

Rahat Fateh Ali Khan


Soy jo akaila, jannaton main khela
Aisay hi kisi ka waasta

Paida ho gawahi, tere ghar say aai
Aaisay hi kisi ka waasta

Meri zindagi mera pyaar tu
Meri aashiqui ka hisaar tu
Main ne jo kiya usse bhool ja
Main ne jo kaha usse maaf kar

Teri rahmaton ka sawal hai
Teri aashiqui ka khayal hai
Tu rahim hay tu karim hai
Meri zindaagi ko sanwaar de

Sanwaar de sanwaar de
Sanwaar de sanwaar de
Sanwaar de sanwaar de
Sanwaar de sanwaar de

Mujhay khwaishon nay nigah di
Mujhay dar badar nay panah di
Mujhay sochhnay bhi nahin diya
Maine kya kiya, Maine kiya kiya

Mujhe roshni ka yaqeen day
Mere raaston ko zameen day
Tu raheem hai tu kareem hai
Meri zindigi ko sanwaar de

Sanwaar de sanwaar de
Sanwaar de sanwaar de

Sanwaar de sanwaar de
Sanwaar de sanwaar de

Soy jo akaila, jannaton main khela
Aisay hi kisi ka waasta

Paida ho gawahi, tere ghar say aai
Aaisay hi kisi ka waasta

Teri jo razaain hain
Haan meri duain hain, haan, haan, haan

Sanwaar de sanwaar de
Sanwaar de sanwaar de

Sanwaar de sanwaar de
Sanwaar de sanwaar de

Encontrou algum erro na letra? Por favor, envie uma correção >

Compartilhe
esta música

Ouça estações relacionadas a Rahat Fateh Ali Khan no Vagalume.FM

Mais tocadas de Rahat Fateh Ali Khan

ESTAÇÕES